SEARCH RESULTS
Showing search results for "गिलहरी"
Ghazal MATCHES FOR "गिलहरी"
Ghazal
Humaira Rahman
Ghazal
ruk dekh yaar khii.nch le tasviir vaqt par
aKHroT to.Dtii hai gilahrii daraKHt par
Ahmad Jahangir
Ghazal
ghar kii diivaar pe itraatii gilahrii dekho
ye kisii taur bhii tasviir nahii.n ho saktii
Shahrukh Abeer
Ghazal
jalte hu.e kohsaar pe ik shoKH gilahrii
mu.nh mo.D ke gulshan se ba-sad naaz kha.Dii thii
Ambar Bahraichi
Ghazal
jahaa.n 'ishq siikhaa hai tum ne shikaarii
vahaa.n aaj ik bhii gilahrii nahii.n hai
Shri Kumar Shri
Ghazal
hai safar behad zaruurii vo bhii gahrii dhuup me.n
us pe itraatii hai ye zaalim do-pahrii dhuup me.n
Kuldeep Kumar
Ghazal
ambaar us kaa parda-e-hurmat banaa miyaa.n
diivaar tak nahii.n girii pardaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n roknaa hii nahii.n chaahtaa thaa vaar us kaa
girii nahii.n mire haatho.n se Dhaal vaise hii
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dar-e-fasiil khulaa yaa pahaa.D sar se haTaa
mai.n ab girii hu.ii galiyo.n ke marg-zaar me.n huu.n
Muneer Niyazi
Ghazal
gahrii raat hai aur tuufaan kaa shor bahut
ghar ke dar-o-diivaar bhii hai.n kamzor bahut