SEARCH RESULTS
Showing search results for "जहल"
Ghazal MATCHES FOR "जहल"
Ghazal
nisbat-e-'ilm hai bahut haakim-e-vaqt ko aziiz
us ne to kaar-e-jahl bhii be-ulamaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
sho.abda-gar bhii pahante hai.n KHatiibo.n kaa libaas
boltaa jahl hai bad-naam KHirad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
aql kahtii hai dobaara aazmaanaa jahl hai
dil ye kahtaa hai fareb-e-dost khaate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
khul kar aaKHir jahl kaa elaan honaa chaahiye
haq-parasto.n ke liye zindaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
khule saro.n kaa muqaddar ba-e-faiz-e-jahl-e-KHirad
fareb-e-saaya-e-aflaak ke sivaa kyaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
dil-e-aagaah pashemaa.n hai ye ma.aluum hu.aa
ilm KHud jahl kaa irfaa.n hai ye ma.aluum hu.aa
Saba Akbarabadi
Ghazal
is daur-e-jahl me.n ye siyaasat fasaad hai
har suu hai iKHtilaaf kahaa.n ittihaad hai
Haidar raza Koralvi
Ghazal
siina shigaaf ho gayaa jahl-o-juhuul kaa
barsaa.e tuu ne ilm ke jab tiir lakhna.uu
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
qur.aan-e-paak se kuchh aisaa mujh ko faiz milaa
ke jis ne jahl mire qalb se nikaal diyaa
Azeez Moradabadi
Ghazal
haasil-e-ilm-e-bashar jahl kaa irfaa.n honaa
umr bhar aql se siikhaa kiye naadaa.n honaa
Fani Badayuni
Ghazal
zabaan-e-shahr to paivand-e-KHaak-e-jahal hu.ii
magar vo mahfile.n ab bhii pukaaraa kartii hai.n