SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़रूर"
Ghazal MATCHES FOR "ज़रूर"
Ghazal
tumhe.n zaruur ko.ii chaahato.n se dekhegaa
magar vo aa.nkhe.n hamaarii kahaa.n se laa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
hu.ii hai hazrat-e-naaseh se guftuguu jis shab
vo shab zaruur sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mire junuu.n kaa natiija zaruur niklegaa
isii siyaah samundar se nuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
kuchh phal zaruur aa.e.nge roTii ke pe.D me.n
jis din miraa mutaalba manzuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
gar Duubnaa hii apnaa muqaddar hai to suno
Duube.nge ham zaruur magar naaKHudaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
zof-e-junuu.n ko vaqt-e-tapish dar bhii duur thaa
ik ghar me.n muKHtasar saa bayaabaa.n zaruur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ye kyaa zaruur hai mai.n kahuu.n aur tuu sune
jo meraa haal hai vo tujhe bhii pataa to hai
Jameel Malik
Ghazal
niklaa jo chaa.nd aa.ii mahak tez sii 'muniir'
mere sivaa bhii baaG me.n ko.ii zaruur thaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
ik ijtihaad kaa pahluu zaruur hai tujh me.n
KHushii hu.ii tire naa-vaqt muskuraane se
Jaun Eliya
Ghazal
sidq-o-safaa ne mujh ko kiyaa hai bahut KHaraab
makr-o-riyaa zaruur sikhaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham KHaak me.n mile to mile lekin ai sip.har
us shoKH ko bhii raah pe laanaa zaruur thaa