SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़र्रे"
Ghazal MATCHES FOR "ज़र्रे"
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
'bahzaad' har ik gaam pe ik sajda-e-mastii
har zarre ko sa.ng-e-dar-e-jaanaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
aisii bhii ik nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
zarro.n ko mehr-o-maah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai ret ke zarre tiraa ehsaan bahut hai
aa.nkho.n ko bhigone ke bahaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
vahdat-e-husn ke jalvo.n kii ye kasrat ai ishq
dil ke har zarre me.n aalam hai parii-KHaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sargashta-e-jamaal kii hairaaniyaa.n na puuchh
har zarre ke hijaab me.n ik aa.ina milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
taare maa.nd hu.e par zarre raushan hai.n
miTTii me.n aabaad ujaale ab bhii hai.n
Zehra Nigaah
Ghazal
zarre ke zaKHm dil pe tavajjoh kiye baGair
darmaan-e-dard-e-shams-o-qamar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
galii galii mire zarre bikhar ga.e the 'zafar'
KHabar na thii ki vo kis raaste se guzregaa
Zafar Iqbal
Ghazal
ho ga.e hai.n jamaa ajzaa-e-nigaah-e-aaftaab
zarre us ke ghar kii diivaaro.n ke rauzan me.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye dil zaraa saa dil tirii yaado.n me.n kho gayaa
zarre ko aa.ndhiyo.n kaa sahaaraa hai in dino.n
Qateel Shifai
Ghazal
dil ke har zarre pe hai naqsh mohabbat us kii
nuur aa.nkho.n kaa hai aa.nkho.n se judaa kaise ho
Shahzad Ahmad
Ghazal
zarre zarre pe ja.De ho.nge ku.nvaare sajde
ek ik but ko KHudaa us ne banaayaa hogaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
mire dil me.n hai shola-e-husn raqsaa.n
mai.n chaahuu.n to har zarre ko tuur kar duu.n