SEARCH RESULTS
Showing search results for "जागीर"
Ghazal MATCHES FOR "जागीर"
Ghazal
aa.e ko.ii aa kar ye tire dard sambhaale
ham se to ye jaagiir sambhaalii nahii.n jaatii
Wasi Shah
Ghazal
jaarii thii 'asad' daaG-e-jigar se mirii tahsiil
aatish-kada jaagiir-e-samundar na hu.aa thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Ashfaq Husain
Ghazal
vo jo aa.e the bahut mansab-o-jaagiir ke saath
kaise chup-chaap kha.De hai.n tirii tasviir ke saath
Saleem Kausar
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
ashk bhar aa.e jo duniyaa ne sitam dil pe kiye
apnii luTtii hu.ii jaagiir pe ronaa aayaa
Naushad Ali
Ghazal
har ik ko nahii.n hotaa irfaan mohabbat kaa
har ik ko mohabbat kii jaagiir nahii.n miltii
Anjana Sandhir
Ghazal
hamaaraa dil kisii jaagiir se nahii.n arzaa.n
ham us ke saamne maal-o-manaal kyaa rakhte
Erum Zehra
Ghazal
din ko mismaar hu.e raat ko taamiir hu.e
KHvaab hii KHvaab faqat ruuh kii jaagiir hu.e
Sabir Zafar
Ghazal
kishvar o ishq me.n muhtaaj kahaa.n hai.n 'bedam'
qais o farhaad kii jaagiir liye baiThe hai.n
Bedam Shah Warsi
Ghazal
tamaam ishq kii jaagiir ho ga.ii duniyaa
tirii nigaah pe duniyaa ko vaartaa hai ko.ii
Shaz Tamkanat
Ghazal
jaante sab hai.n ki do gaz hii zamii.n apnii hai
kaun KHush rahtaa hai lekin kisii jaagiir ke saath
Rajesh Reddy
Ghazal
lab pe kisii uj.Dii hu.ii jaagiir kaa maatam
har lafz miraa halqa-e-zanjiir kaa maatam
Karamat Bukhari
Ghazal
maamuur thii.n suuraj kii gavaahii pe havaa.e.n
phir saa.e kahaa.n dhuup kii jaagiir uThaate
Saleem Kausar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ai kaatib-e-taqdiir ye taqdiir me.n likh de
bas us kii mohabbat mirii jaagiir me.n likh de