SEARCH RESULTS
Showing search results for "ढह"
Ghazal MATCHES FOR "ढह"
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
sutuun-e-reg na Thahraa 'adiim' chhat ke tale
mai.n Dah gayaa huu.n KHud apne ko aasraa de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
bante bante Dhah jaatii hai dil kii har taamiir
KHvaahish ke bahruup me.n shaayad qismat rahtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kyuu.n apnii taariiKH se naalaa.n hai.n is shahr ke log
Dah dete hai.n jo ta.amiir puraanii hotii hai
Afzal Khan
Ghazal
makaan-e-jism yuu.n to Dah gayaa par
qayaamat Dhaa rahaa malba tumhaaraa
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
ab to ye reshmii pore.n bhii chhidii jaatii hai.n
KHud ko ab baKHsh bhii de zulm na Dah dard na chun
Wasi Shah
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
hirs ke tuufaan me.n Dhah jaa.e.nge saare mahal
shahr me.n darvesh kii ik jho.npa.Dii rah jaa.egii
Khalid Suhail
Ghazal
vo dekh Dah chukii.n vahm-o-gumaa.n kii diivaare.n
yaqiin chiiKH rahaa hai qayaas rahne de
Sultan Akhtar
Ghazal
imaarat Dhah chukii hogii jo saa.nse.n TuuTne se
to phir vo saaya-e-diivaar-e-jaa.n kaisaa lagegaa
Sabir Zafar
Ghazal
zulm kii buniyaad par us ne banaayaa thaa mahal
sabr kii bas ek hii Thokar se vo bhii Dhah gayaa
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
ik na.ii taamiir kaa sochuu.ngaa phir pahle mujhe
saaf karnii hai zamii.n ik shahr Dhah jaane ke baad
Javed Shaheen
Ghazal
Zafar Imam
Ghazal
dair o haram bhii Dhah ga.e jab dil nahii.n rahaa
sab dekhte hii dekhte viiraana ho gayaa