SEARCH RESULTS
Showing search results for "ढाल"
Ghazal MATCHES FOR "ढाल"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n roknaa hii nahii.n chaahtaa thaa vaar us kaa
girii nahii.n mire haatho.n se Dhaal vaise hii
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa havaa haath me.n talvaar liye phirtii thii
kyuu.n mujhe Dhaal banaane ko ye chhitnaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
maaroge kis ko jii se kis par kamar kasii hai
phirte ho kyuu.n pyaare talvaar Dhaal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
rind phailaa.e hai.n chulluu ko takalluf kaisaa
saaqiyaa Dhaal bhii de jaam KHudaa-saaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
hamaarii ruuh pe jab bhii azaab utre.nge
tumhaarii yaad ko is dil ko Dhaal honaa hai
Wasi Shah
Ghazal
log baato.n me.n bahaa dete hai.n is daur kaa dard
aur ash.aar me.n ham Dhaal liyaa karte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
mai.n us ke aage nahii.n khii.nchtaa niyaam se teG
vo sher-shaah jo dushman kii Dhaal khii.nchtaa hai
Charagh Sharma
Ghazal
ra.ngo.n ko bahte dekhiye kamre ke farsh par
kirno.n ke vaar rokiye shiishe kii Dhaal se
Adil Mansuri
Ghazal
sulagtii raat ke siine pe barf sii rakh dii
Gazal me.n Dhaal ke goyaa tumhaarii aa.nkho.n ko
Saghar Khayyami
Ghazal
har KHvaab kaalii raat ke saa.nche me.n Dhaal kar
ye kaun chhup gayaa hai sitaare uchhaal kar
Adil Mansuri
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
itnaa to dil-fareb na thaa daam-e-zindagii
le aa.e e'tibaar ke saa.nche me.n Dhaal kar
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vo jis ne Dhaal diyaa barf ko sharaare me.n
mai.n kab se soch rahaa huu.n usii ke baare me.n
Khurshid Talab
Ghazal
qaamat se tere saane-e-qudrat ne ai hasii.n
dikhlaa diyaa hai hashr ko saa.nche me.n Dhaal ke