SEARCH RESULTS
Showing search results for "तआला"
Ghazal MATCHES FOR "तआला"
Ghazal
dil pahu.nchaa halaakii ko nipaT khii.nch kasaalaa
le yaar mire sallamahuu allaah-ta.aalaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
rahne ko havelii hai shohrat bhii milii lekin
kirdaar bhii kuchh tujh ko allaah-ta.aalaa de
Tajwar Sultana
Ghazal
nahii.n ye ishq tajallii hai haq-ta.aalaa kii
jo raah ziina-e-baam-e-nazar se utrii hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
haa.n ba-fazl-e-ta.aalaa hai.n 'parvaaz' ke
zehn-o-dil aa.ina jism-o-jaa.n aa.ina
Mujeeb Parwaz
Ghazal
yaaquub-vaar rotaa mai.n us but ke hijr me.n
yuusuf miraa KHudaa-e-ta.aalaa nikal gayaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
haq-ta.aalaa us ke zulfo.n se bachaa.e al-hazar
saamnaa hai do balaa.o.n kaa miraa dil ek hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Fakhruddin Ghauri Faiz
Ghazal
be-shubah tirii zaat KHudaavand-e-KHalaa.iq
a.alaa hai ta.aalaa hai mua.allaa hai muqaddas
Taban Abdul Hai
Ghazal
tumhe.n Guruur hai taaqat pe zar pe kasrat pe
hame.n ye naaz ki hamraah haq-ta.aalaa hai
Amin Ejaz
Ghazal
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
ik aisaa vasf chaahiye jo sirf mujh me.n ho
aur us me.n phir mujhe yad-e-tuulaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
qasam jo khaa.iye to taala-e-zuleKHaa kii
aziiz-e-misr kaa bhii saahab ik Gulaam liyaa