SEARCH RESULTS
Showing search results for "तख़य्युल"
Ghazal MATCHES FOR "तख़य्युल"
Ghazal
tumhaaraa 'nushuur' aur tumhaaraa taKHayyul
mohabbat tumhaarii to shaa.er tumhaaraa
Nushur Wahidi
Ghazal
qaa.em hai mujh me.n mere taKHayyul kii saltanat
be-taaj baadshaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
latiif thaa vo taKHayyul se KHvaab se naazuk
ga.nvaa diyaa use ham ne hii aazmaane me.n
Javed Akhtar
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
jab kabhii yaad dilaayaa hai taKHayyul ne tumhe.n
is tarah yaad dilaayaa hai ki jii jaantaa hai
Talib Baghpati
Ghazal
un kii yaado.n se taKHayyul ko sajaa.e rakhiye
ho kabhii un se mulaaqaat zaruurii to nahii.n
Gopal Krishn Shafaq
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
shaukat-e-fan kii qasam husn-e-taKHayyul kii qasam
dil ke ka.abe me.n azaa.n ho to Gazal hotii hai
Naz Khialvi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
saalik hai kyuu.n taKHayyul-e-tark-e-vajuud me.n
naqsh-e-suvar kaa rang hai tere shuhuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
har-chand bhulaataa huu.n bhulaayaa nahii.n jaataa
ik naqsh-e-taKHayyul hai miTaayaa nahii.n jaataa
Talib Baghpati
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
ik taKHayyul hai ki jis me.n mahv hai meraa dimaaG
ik tasavvur ye jo aa.nkho.n se judaa hotaa nahii.n
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ye kaa.enaat mere taKHayyul se chhoTii hai
dekhaa hai is ko mai.n ne ka.ii baar khii.nch kar
Muzdam Khan
Ghazal
tum ta.ayyun na karo apnii hado.n kaa hargiz
jab bhii jaise bhii jahaa.n jaa.e nazar jaane do
Zakir Khan Zakir
Ghazal
zehn-e-taaza ke liye saaz-e-haqiiqat chhe.Do
chain ise sirf taKHayyul se kahii.n aa.egaa