SEARCH RESULTS
Showing search results for "तलफ़"
Ghazal MATCHES FOR "तलफ़"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
umr-e-rafta ke talaf hone kaa aayaa to KHayaal
lekin ik dam kii talaafii kaa na maqduur rahaa
Ameer Minai
Ghazal
vo sair kaa vaadii ke maa.il na hu.aa varna
aa.nkho.n ko Gazaalo.n kii paa.nv tale mal jaataa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ishq-e-gesuu me.n na qatra bhii talaf hone diyaa
zahr saaraa halaq me.n mai.n ne nicho.Daa saa.np kaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
naa-laayqo.n me.n umr kuu.n karnaa.n abas talaf
ham-sohbatii kii un me.n liyaaqat nahii.n rahii
Siraj Aurangabadi
Ghazal
talaf karegii kab tak aarzuu kii jaan aarzuu
ta.Dap rahii hai har taraf lahuuluhaan aarzuu
Mohammad Aazam
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
jab likhaa ham ne KHat ashko.n se hu.aa tar kaaGaz
yuu.n hii har roz talaf hote hai.n aksar kaaGaz
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
KHanjar-ba-dast hai na jahaa.n sar-ba-kaf ko.ii
aasaar-e-zindagii ke nahii.n us taraf ko.ii
Azeez Baghravi
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
huzuur-e-yaar hu.ii daftar-e-junuu.n kii talab
girah me.n le ke garebaa.n kaa taar taar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
is kii vo jaane use paas-e-vafaa thaa ki na thaa
tum 'faraaz' apnii taraf se to nibhaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
abhii talak to na kundan hu.e na raakh hu.e
ham apnii aag me.n har roz jal ke dekhte hai.n