SEARCH RESULTS
Showing search results for "तसव्वुर-ए-शाम-ओ-सहर"
Ghazal MATCHES FOR "तसव्वुर-ए-शाम-ओ-सहर"
Ghazal
maazii me.n jo mazaa mirii shaam-o-sahar me.n thaa
ab vo faqat tasavvur-e-shaam-o-sahar me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuchh duur saath gardish-e-shaam-o-sahar ga.ii
phir us ke baa'd zindagii jaane kidhar ga.ii
Nazish Partap Gadhi
Ghazal
gardish-e-shaam-o-sahar se bhii guzar kar dekhaa
mahfil-e-shams-o-qamar se bhii guzar kar dekhaa
Talib Shimlavi
Ghazal
na puuchh manzar-e-shaam-o-sahar pe kyaa guzrii
nigaah jab bhii haqiiqat se aashnaa guzrii
Ameer Qazalbash
Ghazal
vahii yaksaaniyat-e-shaam-o-sahar hai ki jo thii
zindagii dast-ba-dil KHaak-basar hai ki jo thii
Azeem Murtaza
Ghazal
kis qadar mas.ala-e-shaam-o-sahar badlaa hai
jab zaraa zaaviya-e-fikr-o-nazar badlaa hai
Ezaz Afzal
Ghazal
ye silsila-e-shaam-o-sahar yuu.nhii nahii.n hai
har qaafila sargarm-e-safar yuu.nhii nahii.n hai
Roohi Kanjahi
Ghazal
KHud KHatm kar ke qissa-e-shaam-o-sahar ko mai.n
ye bhii pata nahii.n ki chalaa huu.n kidhar ko mai.n
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
kaun thaa daa.era-e-shaam-o-sahar se baahar
kaise pahu.nchaa vo zamaane ke asar se baahar
Mustafa Momin
Ghazal
Saulat Zaidi
Ghazal
Zahid Chaudhry
Ghazal
hazaar gardish-e-shaam-o-sahar se guzre hai.n
vo qaafile jo tirii rahguzar se guzre hai.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
asiir-e-shaam-o-sahar inqalaab paidaa kar
tuu siina-chaak sahii aaftaab paidaa kar
Khaleel-ul-Huda Shariq Niyazi
Ghazal
halqa-e-shaam-o-sahar se nahii.n jaane vaalaa
dard is diida-e-tar se nahii.n jaane vaalaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
yahii nahii.n Gam-e-shaam-o-sahar se guzre hai.n
Gam-e-hayaat kii har rahguzar se guzre hai.n
Shadan Barabankvi
Ghazal
yahii nahii.n Gam-e-shaam-o-sahar se guzre hai.n
Gam-e-hayaat kii har rah-guzar se guzre hai.n