SEARCH RESULTS
Showing search results for "तस्लीम"
Ghazal MATCHES FOR "तस्लीम"
Ghazal
tasliim kar liyaa hai jo KHud ko charaaG-e-haq
duniyaa qadam qadam pe sabaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
Tasleem Fazli
Ghazal
mai ne kiyaa hai husn-e-KHud-aaraa ko be-hijaab
ai shauq! haa.n ijaazat-e-tasliim-e-hosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n tirii qaid ko tasliim to kartaa huu.n magar
ye mire bas me.n nahii.n hai ki parinda ho jaa.uu.n
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
har suu sar-e-tasliim rakhe said-e-haram hai.n
vo said-fagan teG-ba-kaf taa kidhar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
zer-e-shamshiir-e-sitam 'miir' ta.Dapnaa kaisaa
sar bhii tasliim-e-mohabbat me.n hilaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tumhaare har ishaare par sar-e-tasliim KHam lekin
guzaarish hai ki jazbaat-e-mohabbat ko zaraa samjho
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
dil bhii haazir sar-e-tasliim bhii KHam ko maujuud
ko.ii markaz ho ko.ii qibla-e-haajaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
mazaa jo iztiraab-e-shauq se 'aashiq ko hai haasil
vo tasliim o razaa o bandagii se ho nahii.n saktaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aa.egii 'faiz' ik din baad-e-bahaar le kar
tasliim-e-mai-faroshaa.n paiGaam-e-mai-gusaaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har ishaare par hai phir bhii gardan-e-tasliim KHam
jaantaa huu.n saaf dhoke de rahaa hai dil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham haqiiqat hai.n to tasliim na karne kaa sabab
haa.n agar harf-e-Galat hai.n to miTaa do ham ko
Ehsan Danish
Ghazal
sar-e-tasliim hai KHam izn-e-uquubat ke baGair
ham to sarkaar ke maddaah hai.n KHil.at ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
na puuchho haal meraa kuchh na puuchho
ki tasliim o razaa hai aur mai.n huu.n