SEARCH RESULTS
Showing search results for "तहत"
Ghazal MATCHES FOR "तहत"
Ghazal
har ik apnii zaruurat ke tahat ham se hai miltaa
hame.n bhii ab ko.ii hasb-e-zaruurat chaahiye hai
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
pahu.nche na yuu.n hii manzil-e-iz.haar-e-zaat tak
taht-e-shu.uur ik safar-e-laa-shu.uur thaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
raat bhar shor machaataa hai kisii KHauf ke taht
apne ham-zaad pe parcha nahii.n kar saktaa mai.n
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
mai.n apne taur pe khelaa thaa aabgiino.n se
milaa huu.n yaaro.n ko taht-us-suraa ke ziino.n se
Kazim Husain Kazim
Ghazal
cha.Dhte hai.n log phaa.nsii pe kis jurm ke tahat
taKHtii to pa.Dh hii lete ho taKHte pa.Dhaa karo
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
Ejazulhaq Shahab
Ghazal
kis tasavvur ke tahat rabt kii manzil me.n rahaa
kis vasiile ke ta.assur kaa nigahbaan thaa mai.n
Sahil Ahmad
Ghazal
FaIyaz Rashk
Ghazal
sar na sajde se uThaa taaKHiir par taaKHiir kar
zarre jo taht-e-jabii.n aa.e unhe.n iksiir kar
Nazar Lakhnawi
Ghazal
haadse hai.n abhii kitne isii KHatre ke tahat
is me.n rusvaa.ii hai is me.n tirii rusvaa.ii hai
Ibraheem Khaleel
Ghazal
tahat me.n pa.Dhe.nge Gazal aaj 'mohak'
galaa un kaa tho.Daa saa baiThaa hu.aa hai
Manish Mohak
Ghazal
saaz har daur me.n bante hai.n taqaazo.n ke tahat
saaz-e-hastii ho nayaa phir bhii nayaa saaz nahii.n