SEARCH RESULTS
Showing search results for "थकावट"
Ghazal MATCHES FOR "थकावट"
Ghazal
janam janam kii thakaavaT hai mere siine me.n
jise mai.n apne suKHan me.n utaar letii huu.n
Asima Tahir
Ghazal
ham jaiso.n kii nii.nd thakaavaT hotii hai
ham jaiso.n ke KHvaab nahii.n hote bhaa.ii
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
aa'saab sun rahe the thakaavaT kii guftuguu
uljhan thii mas.ale the magar raat ho ga.ii
KHalid Malik Sahil
Ghazal
mai.n ta.ng aa ke jahaa.n se jo dekhtaa huu.n tujhe
merii nazar kii thakaavaT utarne lagtii hai
G. R. Vashishth
Ghazal
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
tamaam jism thakaavaT se chuur chuur hu.aa
tab is zamiin ko bistar samajh liyaa ham ne
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
har saa.ns udaasii kaa safar karnaa hai mujh ko
ik raah bane dil kii thakaavaT se ba.Dii duur
Amardeep Singh
Ghazal
barso.n kii be-zabaan thakaavaT lipaT ga.ii
jab shahr-e-dil me.n lauT ke aa.e jihaad se
Sajjad Babar
Ghazal
Qamar Siwani
Ghazal
ik to ye raaste hai.n ki jaise ho.n daa.ere
us par masaafato.n kii thakaavaT hai dosto
Zeeshaan sajid
Ghazal
Jai Raj Singh Jhala
Ghazal
jo thakaavaT pe mabnii nii.nd nahii.n
mai.n samajhtaa huu.n achchhii nii.nd nahii.n
Ehsanul Haq Mazhar
Ghazal
tere ruKH par hai.n thakaavaT ke jo ye aasaar se
kyaa ko.ii lambaa safar kar ke abhii lauTaa hai tuu
Aks Firozpuri
Ghazal
mai.n jang jiit ke lauTaa huu.n is liye 'aKHlaaq'
sukuun baiThaa hu.aa hai mirii thakaavaT me.n
Ekhlaq Ahmad Ekhlaq
Ghazal
kaam to ko.ii bhii haalaa.nki nahii.n karne ko
raat din jism me.n rahtii hai thakaavaT kitnii
Vipin Suneja Shayeq
Ghazal
majbuuriyo.n se haath milaate 'abhay' rahe
thaknaa alag hai baat thakaavaT nahii.n rahii