SEARCH RESULTS
Showing search results for "दूरियाँ"
Ghazal MATCHES FOR "दूरियाँ"
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
duuriyaa.n simaTne me.n der kuchh to lagtii hai
ranjisho.n ke miTne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ba.Dhne lagii hai.n aur zamaano.n kii duuriyaa.n
yuu.n faasle to aaj bahut muKHtasar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
ham to dil de ke bhii duniyaa me.n akele hii rahe
jo havas kaar the sab un ke taraf-daar mile
Jameel Malik
Ghazal
kuchh to hamaare beach kabhii duuriyaa.n bhii ho.n
ta.ng aa ga.e hai.n roz kii nazdiikiyo.n se ham
Aalok Shrivastav
Ghazal
yuu.n hu.aa duuriyaa.n kam karne lage the dono.n
roz chalne se to raste bhii ukha.D jaate hai.n
Nida Fazli
Ghazal
merii terii duuriyaa.n hai.n ab ibaadat ke KHilaaf
har taraf hai fauj-aaraa.ii mohabbat ke KHilaaf
Nida Fazli
Ghazal
tum aaj haatho.n se duuriyaa.n naapte ho socho
dilo.n me.n kis darja faasla thaa vabaa se pahle
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
vo kah gayaa hai ki ik din zaruur aa.uu.ngaa
zaraa qariib se dekhuu.ngaa duuriyaa.n apnii
Ameer Qazalbash
Ghazal
ham-safar hotaa ko.ii to baa.nT lete duuriyaa.n
raah chalte log kyaa samjhe.n mirii majbuuriyaa.n
Sardar Anjum
Ghazal
ab to hamaare beach kabhii duuriyaa.n bhii ho.n
ta.ng aa ga.e hai.n roz kii nazdiikiyo.n se ham