SEARCH RESULTS
Showing search results for "धार"
Ghazal MATCHES FOR "धार"
Ghazal
lahje kii tez dhaar se zaKHmii kiyaa use
paivast dil me.n lafz kii sa.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
kyaa kahuu.n diida-e-tar ye to miraa chehra hai
sa.ng kaT jaate hai.n baarish kii jahaa.n dhaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
aatii hai dhaar un ke karam se shu.uur me.n
dushman mile hai.n dost se behtar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ab itnii kund ho ga.ii dhaar ai yaqii.n tirii
ab roktaa nahii.n hai ko.ii vaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
haath me.n hai aap ke talvaar kiije qatl-e-aam
haa.n magar talvaar kii kuchh dhaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
teraa badan talvaar sahii kis ko hai jaan aziiz
ab aisii bhii dhaar us kii baariik nahii.n hotii
Zeb Ghauri
Ghazal
paar jaanaa hai nahii.n miltii naav
zor par dhaar hai kyaa honaa hai
Imam Ahamd Raza Khan Barelvi
Ghazal
zulf dekhii vo dhu.aa.n-dhaar vo chehraa dekhaa
sach bataa dekhne vaale use kaisaa dekhaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Meena Kumari Naz
Ghazal
ajiib tarz-e-takallum hai us kii aa.nkho.n kaa
KHamosh rah ke bhii lafzo.n kii dhaar par rahnaa
Wazir Agha
Ghazal
kuchh duur tak to chamkii thii mere lahuu kii dhaar
phir raat apne saath bahaa le ga.ii mujhe
Zeb Ghauri
Ghazal
balaa kaa ruup ye tevar saraapaa dhaar hiire kii
kisii ke jaan se jaane me.n kitnii der lagtii hai