SEARCH RESULTS
Showing search results for "नमक-हराम"
Ghazal MATCHES FOR "नमक-हराम"
Ghazal
haa.n ye zamiir bechne vaale namak-haraam
hai.n kaise kaise log ilaahii mire KHilaaf
Zubair Ahmad Saani
Ghazal
hikmat namak-haraam huu.n be-shak tiraa magar
jis par pa.De ye vaqt vo bechaaraa kyaa kare
Josh Malihabadi
Ghazal
jo ek bosa-e-lab luu.n hazaar shukr karuu.n
tire raqiib saa mai.n bhii namak-haraam nahii.n
Nasim Maysori
Ghazal
kaise nikaaluu.n dil ke mai.n paikaan-e-aarzuu
ye to namak-haraam hai mehmaan-e-aarzuu
Boom Merathi
Ghazal
yahaa.n hai niim-nigah kaa bhii shukriya lab par
namak-haraam nahii.n zaKHm-e-naa-tamaam miraa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
zikr-e-visaal maut kaa paiGaam ho gayaa
aisii KHushii hu.ii ki miraa kaam ho gayaa
Rasikh Dehlvi
Ghazal
mai.n is liye bhii tiraa e'tibaar kar na sakii
mujhe umiid thii tujh se namak-haraamii kii
Sadia Swera
Ghazal
vo phone kar ke miraa haal puuchh letaa hai
namak-haraamo.n kii category bhii hotii hai
Haseeb Soz
Ghazal
jab tirii bazm se baa-diida-e-nam uThte hai.n
ab nahii.n aa.e.nge ye khaa ke qasam uThte hai.n
Khadeeja Mariyam
Ghazal
pa.Dhaa thaa jis ko muqaddas kitaab kii suurat
haraam ho gayaa ham par sharaab kii suurat
Nazim Jafri
Ghazal
tire suluuk kaa Gam sub.h-o-shaam kyaa karte
zaraa sii baat pe jiinaa haraam kyaa karte
Rais Siddiqui
Ghazal
qayaam-e-dair-o-tavaaf-e-haram nahii.n karte
zamaana-saaz to karte hai.n ham nahii.n karte
Ahmad Rahi
Ghazal
lipaT ke soch se nii.nde.n haraam kartii hai
tamaam shab tirii hasrat kalaam kartii hai