SEARCH RESULTS
Showing search results for "नाकारों"
Ghazal MATCHES FOR "नाकारों"
Ghazal
merii koshish hai ki duniyaa ko banaa duu.n firdaus
aur duniyaa mujhe naakaaro.n me.n gardaantii hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Anwar Nadeem
Ghazal
garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate hai.n
ham charaaGo.n kii tarah shaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
ai nazaaro na ha.nso mil na sakuu.ngaa tum se
tum mire ho na sake mai.n bhii tumhaaraa na rahaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
naakaam-e-tamannaa dil is soch me.n rahtaa hai
yuu.n hotaa to kyaa hotaa yuu.n hotaa to kyaa hotaa
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
naakaam-e-ishq huu.n so miraa dekhnaa bhii dekh
kam dekhtaa huu.n aur Gazab dekhtaa huu.n mai.n
Shaheen Abbas
Ghazal
huu kaa aalam hai yahaa.n naala-garo.n ke hote
shahr KHaamosh hai shoriida-saro.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
'qaisar' kii Gazal se bhii na TuuTii ye rivaayat
is shahr me.n naa-qadri-e-fan kam nahii.n hotii
Qaisarul Jafri
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kaamyaabii kii hu.aa kartii hai naakaamii daliil
ra.nj aate hai.n tujhe raahat dilaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
Gam khaane me.n buudaa dil-e-naakaam bahut hai
ye ranj ki kam hai mai-e-gulfaam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sheva-e-ishq-o-vafaa me.n ham ko naakaamii sahii
kam se kam ye to hu.aa be-maut marnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
be-kaif javaanii hai be-dard zamaana hai
naakaam-e-mohabbat kaa itnaa hii fasaana hai