SEARCH RESULTS
Showing search results for "नागवार"
Ghazal MATCHES FOR "नागवार"
Ghazal
vo baat saare fasaane me.n jis kaa zikr na thaa
vo baat un ko bahut naa-gavaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
gurez kaa nahii.n qaa.il hayaat se lekin
jo sach kahuu.n ki mujhe maut naagavaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sivayyaa.n duudh shakar meva sab muhayyaa hai
magar ye sab hai mujhe naagavaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
mujhe thaa shikva-e-hijraa.n ki ye hu.aa mahsuus
mire qariib se ho kar vo naa-gahaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo pa.Dhaate vaqt darje me.n hazaar baar barse
jo mujhe bhii chhii.k aatii unhe.n naagavaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
dikhaa.uu.n daaG-e-mohabbat jo naagavaar na ho
sunaa.uu.n qissa-e-furqat agar buraa na lage
Nasir Kazmi
Ghazal
zabaa.n pe kis liye ye harf-e-naagavaar aataa
hamaare zaKHm hamaaraa agar pataa dete
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
mai.n tum ko naagavaar huu.n dil mujh ko naagavaar
tum mujh se ta.ng aur huu.n mai.n ta.ng jaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Jameeluddin Aali
Ghazal
dil jab se dard-e-ishq ke qaabil nahii.n rahaa
ik naagavaar chiiz hai ab dil nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
unhii.n ko arz-e-vafaa kaa thaa ishtiyaaq bahut
unhii.n ko arz-e-vafaa naa-gavaar guzrii hai
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
chaman me.n aise bhii do chaar hai.n chaman vaale
ki jin ko mausam-e-gul naagavaar hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
thii naagavaar-e-tab.a tujhe saadgi-e-ishq
le aaj ham ne palko.n me.n motii piro liye
Saba Akbarabadi
Ghazal
nahii.n ki teraa karam mujh ko naagavaar nahii.n
ye Gam hai vaj.h-e-masarrat badaltii rahtii hai
Shakeb Jalali
Ghazal
hazaar baar vo guzraa hai be-niyaazaana
na jaane kyuu.n mujhe ab ke hii naa-gavaar hu.aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
tez jho.nkaa bhii hai dil ko naagavaar
tum se mas ho kar havaa kam kam chale