SEARCH RESULTS
Showing search results for "निडर"
Ghazal MATCHES FOR "निडर"
Ghazal
qabiila-vaar kamaane.n ka.Dakne vaalii hai.n
mire lahuu kii gavaahii mujhe niDar kar de
Iftikhar Arif
Ghazal
'bismil' buto.n kaa ishq mubaarak tumhe.n magar
itne niDar na ho ki KHudaa kaa bhii Dar na ho
Bismil Azimabadi
Ghazal
banaa diyaa hai niDar ziddii KHvaahisho.n ne 'nasiim'
KHud e'timaad na thaa apne aap par mujh ko
Iftikhar Naseem
Ghazal
jo talKH shaam ke saayo.n ko qatl kar detaa
tamaam-shahr me.n itnaa niDar ko.ii bhii na thaa
Asad Badayuni
Ghazal
vaqt aane pe sab ko Gashii aa ga.ii
jo bataate the KHud ko niDar KHvaab me.n
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Shokh Ji
Ghazal
mai.n dushmano.n me.n bhii ghir kar niDar rahaa lekin
KHud apne jazba-e-haivaaniyat se Dar bhii gayaa
Aqeel Shadab
Ghazal
tum is qadar jo niDar ho ke zulm karte ho
butaa.n hamaaraa tumhaaraa ko.ii KHudaa bhii hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
gale cha.Dhne mastii me.n masto.n ke mu.nh
ba.Dii duKHtar-e-raz ye niDar ho ga.ii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kyaa niDar ho ke shab-e-vasl vo aa baiThe hai.n
jaante hai.n ki bachaa legii nazaakat merii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
mat kah use naTor nigo.Daa niDar sakhii
pii hai miraa mai.n jaa.uu.n kahaa.n us se chhuuT kar
Nasir Shahzad
Ghazal
qalb me.n jis ke ho iimaan-o-amal kii taaqat
vo kisii se bhii nahii.n Dartaa niDar hotaa hai
Azeez Moradabadi
Ghazal
muneer saifi
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
aaj ke daur kaa har shaKHs niDar hai lekin
phir bhii insaan ko insaan se Dar lagtaa hai
Qamar Rais Bahraichi
Ghazal
bhau.nre niDar the koh-e-haqiiqat se jaa la.De
mai.n saaya-e-saraab se Dartaa chalaa gayaa
Mansoor Mahboob
Ghazal
aa.nkh to tuu ne niDar ho ke milaa lii thii magar
tab se sharmaa.ii hu.ii terii nazar hai ki nahii.n