SEARCH RESULTS
Showing search results for "निभाओगे"
Ghazal MATCHES FOR "निभाओगे"
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
Farrukh Zohra Gilani
Ghazal
mutma.in huu.n ki miraa saath nibhaa.oge magar
duur ho jaane ke imkaan se Dar lagtaa hai
Muhammad Raza Hyderi
Ghazal
va.ada to kar rahe ho magar jaantaa huu.n tum
matlab talak nibhaa.oge aur lauT jaa.oge
Sohil Barelvi
Ghazal
Baharunnisa Bahar
Ghazal
is kii vo jaane use paas-e-vafaa thaa ki na thaa
tum 'faraaz' apnii taraf se to nibhaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
aap kahiye to nibhaate chale jaa.e.nge magar
is ta'alluq me.n aziyyat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
ham hai.n suukhe hu.e taalaab pe baiThe hu.e ha.ns
jo ta'alluq ko nibhaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
jism se saath nibhaane kii mat ummiid rakho
is musaafir ko to raste me.n Thahar jaanaa hai
Rahat Indori
Ghazal
na jaane KHatm hu.ii kab hamaarii aazaadii
ta.alluqaat kii paabandiyaa.n nibhaate hu.e
Azhar Iqbal
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
umr tanhaa kaaT dii va.ada nibhaane ke liye
ahd baa.ndhaa thaa kisii ne aazmaane ke liye
Adeem Hashmi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
saath rahte ho magar saath nahii.n rahte ho
aise rishte ko nibhaane kii zaruurat kyaa hai