SEARCH RESULTS
Showing search results for "नेक"
Ghazal MATCHES FOR "नेक"
Ghazal
nek logo.n me.n mujhe nek ginaa jaataa hai
aur gunahgaar gunahgaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
galii galii me.n jo aavaara phir rahaa hotaa
jahaan-bhar me.n vahii nek-naam tum se hai
Wasi Shah
Ghazal
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
havas hogii asiir-e-halqa-e-nek-o-bad-e-aalam
mohabbat maavaraa-e-fikr-e-na.ng-o-naam hai saaqii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
to kul milaa ke mujhe baat ye samajh aa.ii
jo nek log ho.n aksar sataa.e jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
kyaa dikhaate ho miyaa.n, parcha hame.n aKHbaar kaa
ham ne dekhe hai.n bahut naamii giraamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
puure chaa.nd kii saj dhaj hai shahzaado.n vaalii
kaisii ajiib gha.Dii hai nek iraado.n vaalii
Sarvat Husain
Ghazal
ne tujh pe vo bahaar rahii aur na yaa.n vo dil
kahne ko nek-o-bad ke ik ilzaam rah gayaa