SEARCH RESULTS
Showing search results for "पड़"
Ghazal MATCHES FOR "पड़"
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
ik laal-qil.a thaa jo miyaa.n zard pa.D gayaa
ab ra.ng-rez kaun se kis jaa se laa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
gulshan kaa hosh ahl-e-junuu.n ko bhalaa kahaa.n
sahraa me.n pa.D rahe to basar raat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
pa.D ga.ii paa.nv me.n taqdiir kii zanjiir to kyaa
ham to us ko bhii tirii zulf kaa bal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
nigaah-e-yaar jise aashnaa-e-raaz kare
vo apnii KHuubi-e-qismat pe kyuu.n na naaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
aa.e hai.n 'miir' kaafir ho kar KHudaa ke ghar me.n
peshaanii par hai qashqa zunnaar hai kamar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
dekhe.n to chal ke yaar tilismaat-e-samt-e-dil
marnaa bhii pa.D gayaa to chalo mar bhii aa.e.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
us ke chehre par musalsal aa.nkh ruk saktii nahii.n
aa.nkh baar-e-husn se halkaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Ghazal
palko.n pe kachchii nii.ndo.n kaa ras phailtaa ho jab
aise me.n aa.nkh dhuup ke ruKH kaise kholiye
Parveen Shakir
Ghazal
ham bhii manzil pe pahu.nch jaa.e.nge marte khapte
qaafila yaaro.n kaa jaataa hai agar jaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
ai ashk-e-garm maa.nd na pa.D jaa.e raushnii
phir tel ho chukaa hai dil-e-daaG-daar me.n