SEARCH RESULTS
Showing search results for "पलकों"
Ghazal MATCHES FOR "पलकों"
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
aa.nkho.n me.n jo bhar loge to kaa.nTo.n se chubhe.nge
ye KHvaab to palko.n pe sajaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Dhuu.nDhe hai to palko.n pe chamakne ke bahaane
aa.nsuu ko mirii aa.nkh me.n aanaa nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ne palko.n se dar-e-yaar pe dastak dii hai
mai.n vo saa.il huu.n jise ko.ii sadaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
bujhaa diyaa hai nasiibo.n ne mere pyaar kaa chaa.nd
ko.ii diyaa mirii palko.n pe ab jalaa na kare
Qateel Shifai
Ghazal
saa.ns mausam kii bhii kuchh der ko chalne lagtii
ko.ii jho.nkaa tirii palko.n kii havaa kaa hotaa
Gulzar
Ghazal
ye jo shahtiir hai palko.n pe uThaa lo yaaro
ab ko.ii aisaa tariiqa bhii nikaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Gulzar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jism do ho ke bhii dil ek ho.n apne aise
meraa aa.nsuu terii palko.n se uThaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
kaa.nch kaa ho ke mire aage bikhartaa hu.aa tuu
kirchiyo.n ko tirii palko.n se uThaataa hu.aa mai.n
Ammar Iqbal
Ghazal
yuu.n pyaar nahii.n chhuptaa palko.n ke jhukaane se
aa.nkho.n ke lifaafo.n me.n tahriir chamaktii hai
Bashir Badr
Ghazal
Shahryar
Ghazal
apnii palko.n pe sajaa.e hu.e yaado.n ke diye
us kii nii.ndo.n se guzar jaane ko jii chaahtaa hai