SEARCH RESULTS
Showing search results for "पिदर"
Ghazal MATCHES FOR "पिदर"
Ghazal
hai tiira-roz apnaa la.Dko.n kii dostii se
is din hii ko kahe thaa aksar pidar hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo jis pisar ke jigar me.n utar ga.ii barchhii
usii pisar ko javaa.n dekhne kii KHvaahish thii
Imran Rahib
Ghazal
ajiib daur hai ahl-e-hunar nahii.n aate
pidar kaa ilm liye ab pisar nahii.n aate
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
rind o aazaad hu.e chho.D ilaaqa sab kaa
Dhuu.nDhte kab hai.n pidar aur pisar kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Anwar Feroz
Ghazal
apne pidar ke hukm kii ta.amiil na karuu.n
huu.n mai.n ba.Daa magar kahaa.n itnaa ba.Daa huu.n mai.n
Sabir Danish
Ghazal
le ga.e saamne haakim ke mire qaatil ko
is ko us ne bhii samajh KHuun-e-pidar chho.D diyaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
is kaarobaar-e-ishq me.n aisii hai kyaa kashish
pahle pidar KHaraab hu.aa phir pisar KHaraab
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
Ali Iftikhar Jafri
Ghazal
Wajid Husain Saahil
Ghazal
yahaa.n par kaun zinda ab rakhe apnii rivaayat ko
yahaa.n par log jo maadar-pidar-aazaad ho baiThe