SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़रवरी"
Ghazal MATCHES FOR "फ़रवरी"
Ghazal
ik saliiqe se kiyaa hai phuul de kar phuul ko
ishq kaa iz.haar chaudah farvarii kii aa.D me.n
Aamir Ata
Ghazal
ye january kaa mahiina bhii kaT gayaa 'hairat'
KHudaa ke fazl se kal ek farvarii hogii
Balraj Hairat
Ghazal
le kar hijr kii pahlii talKHii chaltaa hai
dekhte hai.n ki kab tak farvarii chaltaa hai
Rana Abdurrab
Ghazal
tamaam raat mahaktaa thaa us kii Table par
gulaab-e-taaza kii KHushbuu me.n february kaa shor
Nilofar Afzal
Ghazal
mohabbato.n se bharii farvarii me.n sochtaa huu.n
chunaa thaa us ne bichha.Dnaa bhii kis mahiine me.n
Siraj Faisal Khan
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dam zaraa saadh ke lete hai.n pharerii to abhii
suun khii.nchii hu.ii laahuut ko jaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
bulbule.n paa.iiz me.n kahtii thii.n hotaa kaashke
yak mizha rang faraarii is chaman kaa aashnaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n jazb o bast kii manzil me.n qaid huu.n kab se
mire KHudaa tuu faraarii kaa raasta kar de
Khalid Ghani
Ghazal
ik pharerii jo tiraa KHaak-basar letaa hai
thaam jibriil-e-amii.n apnaa jigar letaa hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Nazish Partap Gadhi
Ghazal
KHud-faraarii kii suhuulat to rahegii 'daa.em'
apnii zambiil me.n do-chaar safar rakhte hai.n