SEARCH RESULTS
Showing search results for "बुतख़ाला"
Ghazal MATCHES FOR "बुतख़ाला"
Ghazal
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
hai aashiqii me.n rasm alag sab se baiThnaa
but-KHaana bhii haram bhii kaliisaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
ka.abe me.n musalmaan ko kah dete hai.n kaafir
but-KHaane me.n kaafir ko bhii kaafir nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
ye mai-kada hai vo masjid hai vo hai but-KHaana
kahii.n bhii jaa.o farishte hisaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
aaKHir ko.ii suurat bhii to ho KHaana-e-dil kii
ka.aba nahii.n bantaa hai to but-KHaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
taaq-e-abruu me.n sanam ke kyaa KHudaa.ii rah ga.ii
ab to puuje.nge usii kaafir ke but-KHaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
sheva-e-ishq hai aazaadii o dahr-aashobii
tuu hai zunnaarii-e-but-KHaana-e-ayyaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
aalam-e-husn KHudaa.ii hai buto.n kii ai 'zauq'
chal ke but-KHaane me.n baiTho ki KHudaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
karte ho 'daaG' duur se but-KHaane ko salaam
apnii tarah ke ek musalmaa.n tumhii.n to ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
mire junuun-e-parastish se ta.ng aa ga.e log
sunaa hai band kiye jaa rahe hai.n but-KHaane
Kaifi Azmi
Ghazal
Sudarshan Faakir
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ta.ngii rafiiq-e-rah thii adam yaa vajuud thaa
meraa safar ba-taala-e-chashm-e-hasuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kaaTii jahaa.n tasavvur-e-jaanaa.n me.n ek shab
kahte hai.n log us jagah but-KHaane ban ga.e
Saghar Siddiqui
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
allaah rii gumrahii but o but-KHaana chho.D kar
'momin' chalaa hai kaa'ba ko ik paarsaa ke saath