SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेला"
Ghazal MATCHES FOR "बेला"
Ghazal
ye be-aavaaz banjar ban ke baasii ye udaasii
ye dahshat kaa safar jangal ye bela mai.n akelaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHizaa.n na aa.egii zindagii me.n kabhii hamaarii
udaas belaa gulaab hogaa ye tai kahaa.n thaa
Nilofar Noor
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
belaa champaa juuhii aur chamelii sii
beTii KHushbuu se ghar ko mahkaatii hai
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
Hasan Rizvi
Ghazal
aa kar chaman me.n aah-e-KHizaa.n ne ye kyaa kiyaa
belaa nahii.n gulaab nahii.n yaa samay.n nahii.n
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
ye belaa juuhii cha.nbelii kii har taraf KHushbuu
mahak rahaa hai gulistaa.n kisii dulhan kii tarah
Manzar Hashmi
Ghazal
yuu.n to phuul phabtaa hai har hasiin jo.De par
jis ne chun liyaa mujh ko mai.n usii kaa belaa huu.n
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
saa.nso.n me.n belaa mahkaa aur baalo.n me.n juuhii
jaise ko.ii paahun aayaa ka.ii baras ke ba.ad
Madhurima Singh
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n samundar bhii huu.n motii bhii huu.n Gota-zan bhii
ko.ii bhii naam miraa le ke bulaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
kaleja chaahiye dushman se dushmanii ke liye
jo be-amal hai vo badla kisii se kyaa legaa