SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेवफ़ाई"
Ghazal MATCHES FOR "बेवफ़ाई"
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
na jaane kyaa hai kisii kii udaas aa.nkho.n me.n
vo mu.nh chhupaa ke bhii jaa.e to bevafaa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
chalaa thaa zikr zamaane kii bevafaa.ii kaa
so aa gayaa hai tumhaaraa KHayaal vaise hii
Ahmad Faraz
Ghazal
is qadar musalsal thii.n shiddate.n judaa.ii kii
aaj pahlii baar us se mai.n ne bevafaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa ko bevafaa.ii kaa ilzaam kaun de
apnii hii nibh sakii na bahut din kisii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
tire alaava kahii.n aur bhii mulavvis huu.n
tirii vafaa se mirii bevafaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
bevafaa.ii khel kaa hissa hai jaane de ise
tazkira us se na kar sharmindagii ba.Dh jaa.egii
Munawwar Rana
Ghazal
KHud apne aap ko parkhaa to ye nadaamat hai
ki ab kabhii use ilzaam-e-bevafaa.ii na duu.n