SEARCH RESULTS
Showing search results for "ब-मिक़दार-ए-शौक़"
Ghazal MATCHES FOR "ब-मिक़दार-ए-शौक़"
Ghazal
ye qurb o bod ba-miqdaar-e-shauq saalik hai.n
jise tuu duur samajhtaa hai duur kuchh bhii nahii.n
Jalaluddin Akbar
Ghazal
dil jalaa phir KHud jale phir saarii duniyaa jal uThii
soz laa.e the ba-miqdaar-e-par-e-parvaana ham
Seemab Akbarabadi
Ghazal
na kah ki girya ba-miqdaar-e-hasrat-e-dil hai
mirii nigaah me.n hai jam-o-KHarch dariyaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
piyaa karegaa ba-miqdaar-e-zarf har mai-kash
haTaa.e jaa.e.nge ab mai-kado.n se paimaane
Shifa Gwaliari
Ghazal
vahaa.n ham aarzuu-e-KHvaab-e-aish kyaa karte
jahaa.n qayaam ba-miqdaar-e-KHvaab ho na sakaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Shauq Qidvai
Ghazal
Shauq Qidvai
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
Khwaja Shauq
Ghazal
yuu.nhii rahegaa rahegaa rahegaa taa-ba-hayaat
adab pe 'shauq' ke jo saaya-e-‘asar’ hai abhii
Shauq Asar Rampuri
Ghazal
ba-vasf-e-shauq bhii dil kaa kahaa nahii.n karte
faroG-e-qaamat-o-ruKH kii sanaa nahii.n karte
Ahmad Riyaz
Ghazal
ba-qadr-e-shauq mazaa iztiraab kaa na milaa
ki dil ko dard milaa bhii to laa-davaa na milaa
Shahid Siddiqui
Ghazal
ba-qadr-e-shauq jo ab un kaa aasraa na rahaa
ji.e to jaate hai.n jiine kaa hausla na rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Jauhar Zahiri
Ghazal
ba-qadr-e-shauq nahii.n lutf-e-mahfil-aaraa.ii
shadiid-tar hai sar-e-bazm apnii tanhaa.ii
Karam Haidari
Ghazal
vaadii-e-shauq me.n jo sho.ala-ba-daamaa.n niklaa
vaaqif-e-rasm-o-rah-e-kuucha-e-jaanaa.n niklaa