SEARCH RESULTS
Showing search results for "मज़ारों"
Ghazal MATCHES FOR "मज़ारों"
Ghazal
insaan ye samjhe.n ki yahaa.n dafn KHudaa hai
mai.n aise mazaaro.n kii ziyaarat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
mazaaro.n aur mu.nDero.n ke rat-jago.n me.n 'saliim'
badan pighalne lage hai.n diye jalaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
ye zaruurii thaa ki ham dekhte qilo.n ke jalaal
umr bhar ham ne mazaaro.n kii ziyaarat kii hai
Rahat Indori
Ghazal
masjido.n aur mazaaro.n me.n mire charche hai.n
mandiro.n aur kaliisaa.o.n me.n dekhaa gayaa huu.n
Nadeem Bhabha
Ghazal
muflis ke badan ko bhii hai chaadar kii zaruurat
ab khul ke mazaaro.n pe ye elaan kiyaa jaa.e
Qateel Shifai
Ghazal
du.aa.e.n kartii thii uj.De hu.e mazaaro.n par
ba.De ajiib sahaare talaash kartii thii
Wasi Shah
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
KHudaa daraaz kare umr-e-charKH-e-niilii ko
ye be-kaso.n ke mazaaro.n kaa shaamiyaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
asr-e-haazir ko sunaataa huu.n is andaaz me.n sher
mausam-e-gul ho mazaaro.n pe gul-afshaa.n jaise
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
sunaa hai haal tire kushtagaa.n bechaaro.n kaa
hu.aa na gor ga.Dhaa un sitam ke maaro.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
hamaarii kam-nazarii se jo ho ga.e mahduud
unhii mazaaro.n me.n raushan zamiir rahte hai.n