SEARCH RESULTS
Showing search results for "मसाफ़त"
Ghazal MATCHES FOR "मसाफ़त"
Ghazal
vo aaj bhii sadiyo.n kii masaafat pe kha.Daa hai
Dhuu.nDaa thaa jise vaqt kii diivaar giraa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHeme na ko.ii mere musaafir ke jalaa.e
zaKHmii thaa bahut paa.nv masaafat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
ajab junuun-e-masaafat me.n ghar se niklaa thaa
KHabar nahii.n hai ki suuraj kidhar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
masaafat-e-shab-e-hijraa.n ke baa'd bhed khulaa
havaa dukhii hai charaaGo.n kii aabruu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
be-naam masaafat hii muqaddar hai to kyaa Gam
manzil kaa ta.ayyun kabhii hotaa hai safar se
Parveen Shakir
Ghazal
aasuudgaan-e-manzil-e-lailaa udaas hai.n
achchhe rahe, na tai ye masaafat jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
bas ek shab kii masaafat thii aur ab tak hai
mah o nujuum kaa saaraa Gubaar aa.nkho.n me.n
Parveen Shakir
Ghazal
ko.ii safar ho tumhii.n ko manzil samajh ke jaa.uu.n
ko.ii masaafat ho tum mirii hii lagan me.n aa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
jis taraf chaahuu.n pahu.nch jaa.uu.n masaafat kaisii
mai.n to aavaaz huu.n aavaaz kii hijrat kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
kyaa junuu.n-KHez masaafat thii tire kuuche kii
aur ab yuu.n hai ki KHaamosh guzar jaate hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
masaafat-e-shab-e-hijraa.n me.n chaa.nd bhii 'ajmal'
thakan se chuur Gamo.n se niDhaal ho gayaa hai
Ajmal Siraj
Ghazal
ham jaagte rahne ke bahut aadii hai.n
ham ko shab-e-hijraa.n kii masaafat dii jaa.e
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n ki mausam KHaraab hai phir bhii
ko.ii to saath hai is dukh-bharii masaafat me.n