SEARCH RESULTS
Showing search results for "माली"
Ghazal MATCHES FOR "माली"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
chaman jo mohabbat kaa suukhaa pa.Daa hai
ye vo baaG hai jis kaa maalii nahii.n hai
Fauzia Mughal
Ghazal
maalii ne aaj kitnii du.aa.e.n vasuul kii.n
kuchh phuul ik faqiir kii jholii me.n Daal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
aap maalii hai.n na suuraj hai.n na mausam phir bhii
biij ko dekhte rahiyegaa samar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
mai.n ne puuchhaa thaa sabab pe.D ke gir jaane kaa
uTh ke maalii ne kahaa us kii qalam baaqii hai
Nida Fazli
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
zaKHm patta patta hai dard Daalii Daalii hai
ai mire chaman aaKHir kaun teraa maalii hai
Raaz Allahabadi
Ghazal
to kyaa ye phuul KHud hii khil gayaa thaa
jo kahtaa hai ko.ii maalii nahii.n hai
Abdurrahman momin
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Ankit Maurya
Ghazal
saaya thaa hii nahii.n maalii kaa chaman ke sar par
rang phuulo.n kaa yatiimii me.n nikhartaa kaise
Aalam Nizami
Ghazal
sayyaad se gul karte rahe jaan kaa saudaa
maalii ne lahuu kaa ko.ii dariyaa nahii.n dekhaa
Yashpal Gupta
Ghazal
maalii kii qismat bhii kaisii qismat hai
Gairo.n ke pe.Do.n ko sii.nchaa kartaa hai
Jitendra Tiwari
Ghazal
gul-farosh thaa maalii ho gayaa chaman KHaalii
aaj patte patte ko baaGbaa.n banaanaa hai