SEARCH RESULTS
Showing search results for "मौज-ए-निकहत-ओ-नूर"
Ghazal MATCHES FOR "मौज-ए-निकहत-ओ-नूर"
Ghazal
Unwan Chishti
Ghazal
nikhat-o-nuur kaa sailaab thaa chaaro.n jaanib
mai.n akelaa thaa miraa KHvaab thaa chaaro.n jaanib
Aslam Mirza
Ghazal
mauj-e-nik.hat kii sabaa dekh savaarii tayyaar
KHaar se kii hai gul-e-tar ne kaTaarii tayyaar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
fareb-e-nik.hat-o-gulzaar se bachaa.o mujhe
karam karo kisii sahraa me.n chho.D aa.o mujhe
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
muntazir hai to rahe pairahan-e-nikhat-o-nuur
itnii 'ujlat mire asbaab nahii.n kar sakte
Moid Rasheedi
Ghazal
ye tirii bazm ye ik silsila-e-nik.hat-o-nuur
jitne taariik muqaddar the yahii.n par chamke
Shahbaz Khwaja
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
zindagii ke daaman me.n ra.ng-o-nuur-o-nik.hat kyaa
KHvaab hii to dekhaa hai KHvaab kii haqiiqat kyaa
Pirzada Qasim
Ghazal
be-kaifiyo.n ke bojh se dabtii hayaat me.n
tum aa.e nuur-e-nik.hat-o-naGma liye hu.e
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
nik.hat-o-nuur-o-ziyaa husn kii pahchaan bane
ishq mansuub hu.aa baam-e-KHaraabaat ke saath
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
aap yuu.nhii nikhat-o-nuur ke chashme ban kar
Gam kii taariik chaTaano.n se ubalte rahiye
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
ye hasrat hai javaanii baaryaab-e-husn ho jaa.e
hai aavaara ye mauj-e-nik.hat-e-mastaana barso.n se
Sirajuddin Zafar
Ghazal
nikhat-o-nuur se ma.amuur fazaa hai phir bhii
to ki is raahguzar se abhii guzraa bhii kahaa.n
Ain Salam
Ghazal
mujh se bichh.Dii jo mauj-e-nik.hat-e-yaar
phir mai.n us shahr me.n rahaa hii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
aan kii aan me.n aafaaq pe chhaa jaataa hai
nik.hat-o-nuur kaa um.Daa hu.aa tuufaa.n har shab
Ram Krishn Muztar
Ghazal
mauja-e-zulf-e-mo'ambar kaa taqaazaa hai yahii
nik.hat-o-nuur kaa tuufaan uThaayaa jaa.e