SEARCH RESULTS
Showing search results for "राहगीर"
Ghazal MATCHES FOR "राहगीर"
Ghazal
charaaG-e-manzil-e-fardaa jalaa.egaa ik roz
vo raahgiir jo tanhaa dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
ham sab hai.n raahgiir tasaadum kaa kyaa sabab
duniyaa hai shaahraah kuchh aisii galii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye raahgiir mire shahr kaa nahii.n varna
mire makaan me.n patthar to phe.nktaa jaataa
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
chaar aa.nkhe.n ham ne kii to hai.n Gussa na kiijiye
saa.il nahii.n faqiir nahii.n raahgiir hai.n
Meer Tahir Ali Tahir Farrukhabadi
Ghazal
aayaa nahii.n KHayaal kisii raahgiir ko
ku.n.e.n me.n saat saal to ham bhii pa.De rahe
Asad Raza Sahar
Ghazal
qadmo.n ko baa.ndh detii hai yuu.n rahguzar tirii
kaTtaa nahii.n safar tire raahgiir kyaa kare.n
Tufail Amir
Ghazal
kuchh gaam maslahat kii bhii rah par chalaa huu.n mai.n
kahne ko raahgiir rah-e-shauq kaa huu.n mai.n
Preyas Hathi 'Raqim
Ghazal
Muqaddas Malik
Ghazal
manzile.n nahii.n chaltii.n faasla nahii.n chaltaa
raahgiir chalte hai.n raasta nahii.n chaltaa
Nihal Taban
Ghazal
ai sub.h tho.Dii der kii mohlat ki raahgiir
jaate hai.n bas ye raat kaa bistar sameT le.n
Ameer Imam
Ghazal
ye shaahraah-e-dil hii sirhaanaa hai aaj-kal
ye gard-e-raahgiir hii bistar hai in dino.n
Zubair Hamza
Ghazal
zaad-e-rah le ke yaado.n kii tanviir mai.n
gum-shuda raasto.n kaa huu.n raahgiir mai.n
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
kahaa.n talak yuu.n akele safar karoge 'sadaa'
tumhaare saath na rahbar na raahgiir ko.ii
Sada Ambalvi
Ghazal
girtaa hai saKHtiyo.n ke sabab yuu.n vo raahgiir
quvvat na hausla na junuu.n jaan-o-tan me.n hai
Meesam Mirza
Ghazal
mire kiye tire likkhe ke silsile ya.anii
janam janam kii masaafat kaa raahgiir huu.n mai.n