SEARCH RESULTS
Showing search results for "रू-ए-दरख़्शाँ"
Ghazal MATCHES FOR "रू-ए-दरख़्शाँ"
Ghazal
Suman Dhingra Duggal
Ghazal
naadaan kah rahe hai.n jise aaftaab-e-hashr
zarra hai us ke ruu-e-daraKHshaa.n ke saamne
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
tumhaare ruu-e-daraKHshaa.n kii jab bhii yaad aa.ii
mirii nazar se mah-o-aaftaab guzre hai.n
Nasir Ansari
Ghazal
ye ruu-e-daraKHshaa.n ye zulfo.n ke saa.e
ye ha.ngaama-e-sub.h-o-shaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Nawab Shahjahan Begum Shahjahan
Ghazal
vo baar baar dekhte hai.n aa.ine me.n mu.nh
allaah un kaa ruu-e-pur-anvaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dikhaate nahii.n sharm se ruu-e-raushan
ko.ii kaamyaabii kii suurat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye sitam uf aatish-e-diidaar bha.Dkaane ke baad
ho ga.e ruu-posh vo ik jalva dikhlaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ek din ye hai ki hai.n ik sham.a-ruu par KHud nisaar
ek din vo thaa buraa kahte the parvaane ko ham
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
pii baada-e-ahmar to ye kahne lagaa gul-ruu
mai.n surKH huu.n tum surKH zamii.n surKH zamaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
aah ko baad-e-sabaa dard ko KHushbuu likhnaa
hai bajaa zaKHm-e-badan ko gul-e-KHud-ruu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ruu-posh nigaaho.n se hai hangaama-e-fardaa
aa.iina-e-idraak pe bhii gard jamii hai