SEARCH RESULTS
Showing search results for "रेग-ए-सर-ए-राह"
Ghazal MATCHES FOR "रेग-ए-सर-ए-राह"
Ghazal
phir chho.D diyaa reg-e-sar-e-raah samajh kar
kuchh duur to mausam kii havaa le ga.ii ham ko
Irfan Siddiqi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kyo.n milaate ho sar-e-raah sar-e-aam aa.nkhe.n
be-sabab shahr me.n ho jaa.e.ngii badnaam aa.nkhe.n
Sada Ambalvi
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
reza reza mai.n sar-e-raah bikhar jaa.u.ngaa
tum se gar duur rahuu.ngaa to mai.n mar jaa.u.ngaa
Faisal Farooq
Ghazal
ik gaam sar-e-raah-e-sipaah aa.ii na duniyaa
daryuuza-e-uqbaa thaa so raas aa.ii na duniyaa
Khalid Ahmad
Ghazal
milaa thaa ko.ii sar-e-raah ajnabii kii tarah
aziiz lagtaa hai jo mujh ko zindagii kii tarah
Kavita Kiran
Ghazal
kahte hai.n sar-e-raah munaasib nahii.n milnaa
kyaa KHuub ki ab hogii kahii.n aur mulaaqaat
Wasif Dehlvi
Ghazal
yuu.n tire mast sar-e-raah chalaa karte hai.n
jaise shaahaan-e-falak-e-jaah chalaa karte hai.n
Shamim Karhani
Ghazal
kisii bargad kaa sar-e-raah na ehsaan liyaa
apnaa saaya thaa ka.Dii dhuup me.n KHud taan liyaa
Kailash Mahir
Ghazal
ko.ii milaa thaa sar-e-raah ik zamaana hu.aa
phir us ke baa'd ko.ii aisaa saaneha na hu.aa
Shakeel Nashtar
Ghazal
chhupe hu.e hai.n sar-e-raah sau KHatar KHaamosh
chale chalo mere yaaraan-e-ham-safar KHaamosh
Akhtar Ziai
Ghazal
ab ham charaaG ban ke sar-e-raah jal uThe
dekhe.n to kis tarah se bhaTakte hai.n qaafile
Vishvanath Dard
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Varis Kirmani
Ghazal
baiThaa huu.n sar-e-raah tamaashaa-e-ravaa.n hai
simTaa hu.aa piirii kii nigaaho.n me.n jahaa.n hai