SEARCH RESULTS
Showing search results for "लटों"
Ghazal MATCHES FOR "लटों"
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
sahar hu.ii to vo aa.e laTo.n ko chhaTkaate
zaraa KHayaal-e-pareshaani-e-sabaa na kiyaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
goyaa laTo.n kii Dor se baa.ndhaa hu.aa hai chaa.nd
dekho siyaah zulf me.n kaise pha.nsaa hai chaa.nd
Madhav Noor
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Akhtar Azmi
Ghazal
duniyaa me.n aur bhii hai.n ka.ii mas.ale magar
uljhii hu.ii laTo.n ko hii suljhaa rahe hai.n aap
Euphonic Amit
Ghazal
Ahmad Sageer
Ghazal
laTo.n ne us kii hai luuTaa qaraar raato.n kaa
kiyaa hai daaman-e-dil taar-taar raato.n kaa
Meer Anjum Parvez
Ghazal
ko.ii laTo.n ko agar dekh le gumaa.n hogaa
ki jaise naag javaa.n hai siyaah baalo.n me.n
Aftab Khan
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
nafrat kaa gumaa.n guzre hai mai.n rashk se guzraa
kyuu.nkar kahuu.n lo naam na un kaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
lo aaj ham ne to.D diyaa rishta-e-umiid
lo ab kabhii gila na kare.nge kisii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham labo.n se kah na paa.e un se haal-e-dil kabhii
aur vo samjhe nahii.n ye KHaamoshii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
mere labo.n pe mohr thii par mere shiisha-ruu ne to
shahr ke shahr ko miraa vaaqif-e-haal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
lo phir tire labo.n pe usii bevafaa kaa zikr
ahmad-'faraaz' tujh se kahaa naa bahut hu.aa