SEARCH RESULTS
Showing search results for "लम्बाई"
Ghazal MATCHES FOR "लम्बाई"
Ghazal
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
Shariq Jamal Nagpuri
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
hai tere andar basii hu.ii ek aur duniyaa
magar kabhii tuu ne itnaa lambaa safar kiyaa hai
Aanis Moin
Ghazal
haath haatho.n me.n na de baat hii kartaa jaa.e
hai bahut lambaa safar yuu.n to na Dartaa jaa.e
Iftikhar Naseem
Ghazal
umr kaa lambaa hissa kar ke daanaa.ii ke naam
ham bhii ab ye soch rahe hai.n paagal ho jaa.e.n
Shahryar
Ghazal
aziizo aa.o ab ik alvidaa'ii jashn kar le.n
ki is ke baa'd ik lambaa safar afsos kaa hai
Khurshid Talab
Ghazal
Duubtaa suuraj huu.n mai.n vo meraa saayaa dekh kar
sochtaa ye hai qad us kaa mujh se lambaa ho gayaa
Azad Gulati
Ghazal
ye iztiraab ye lambaa safar ye tanhaa.ii
ye raat aur ye jangal du.aa kiye jaa.e.n
Iftikhar Arif
Ghazal
mashriq pe bhii nazre.n hai.n maGrib pe bhii nazre.n hai.n
zaalim ke taKHayyul kii lambaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
zabt ke qarye me.n 'amjad' dekhiye kaise kaTe
soch kii suunii sa.Dak par yaad kaa lambaa safar
Amjad Islam Amjad
Ghazal
bahut lambaa safar tai ho chukaa hai zehn o dil kaa
tumhaaraa Gam alaamat ke sivaa kyaa rah gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
kam na thaa us kaa ye ehsaan ki jaate jaate
kar gayaa aur bhii lambaa miraa saaya suuraj
Qateel Shifai
Ghazal
qadmo.n pe baar hote hai.n sunsaan raaste
lambaa safar hai ham-safaraa.n bolte raho
Baqi Siddiqui
Ghazal
dekhuu.n to vo saamne baiThaa hu.aa hai
sochuu.n to ik miilo.n lambaa faasla hai