SEARCH RESULTS
Showing search results for "लिखूँ"
Ghazal MATCHES FOR "लिखूँ"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n karvaTo.n ke na.e zaa.iqe likhuu.n shab-bhar
ye 'ishq hai to kahaa.n zindagii 'azaab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
ishq mai.n ne likh Daalaa qaumiyat ke KHaane me.n
aur teraa dil likhaa shahriyat ke KHaane me.n
Amir Ameer
Ghazal
Gazal kahuu.n kabhii saada se KHat likhuu.n us ko
udaas dil ke liye mashGale talaash karuu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
'aKHtar' qalam-e-fikr ke bhii ashk hai.n jaarii
kyaa haal likhuu.n apne dil-e-zaar-o-hazii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ishq me.n Duub ke jo kuchh bhii likhuu.n kaaGaz par
KHud-baKHud lauh-e-zamaana pe raqam ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
apnii tanhaa.ii kii palko.n ko bhigo luu.n pahle
phir Gazal tujh pe likhuu.n baiTh ke ro luu.n pahle
Qaisarul Jafri
Ghazal
likhuu.n vo naam to kaaGaz pe phuul khilte hai.n
karuu.n KHayaal to paikar kisii kaa Dhaltaa hai
Manzoor Hashmi
Ghazal
mai.n aarzuu-e-jaa.n likhuu.n yaa jaan-e-aarzuu!
tuu hii bataa de naaz se iimaan-e-aarzuu!
Akhtar Shirani
Ghazal
aashiq-e-zulf ko do bosa-o-KHatt-o-abruu
mus.haf-e-ruKH pe likhuu.n zer-o-zabar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
kahaa.n ye hosh ki usluub-e-taaza se tujhe likhuu.n
ki ruuh tere liye saKHt be-qaraar hai aa jaa