SEARCH RESULTS
Showing search results for "शबनम"
Ghazal MATCHES FOR "शबनम"
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n aksar sochtaa huu.n phuul kab tak
shariik-e-girya-e-shabnam na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
har tarah ke jazbaat kaa elaan hai.n aa.nkhe.n
shabnam kabhii sho.ala kabhii tuufaan hai.n aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
shabnam kii tarah phuulo.n pe ro aur chaman se chal
is baaG me.n qayaam kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
kitne dino.n ke pyaase ho.nge yaaro socho to
shabnam kaa qatra bhii jin ko dariyaa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
dekh kar phuul ke auraaq pe shabnam kuchh log
tiraa ashko.n bharaa maktuub samajhte ho.nge
Bashir Badr
Ghazal
shabnam hai ki dhokaa hai ki jharnaa hai ki tum ho
dil-dasht me.n ik pyaas tamaasha hai ki tum ho
Ahmad Salman
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
us kii baate.n ki gul-o-laala pe shabnam barse
sab ko apnaane kaa us shoKH ko jaaduu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
mai.n zard patto.n pe shabnam sajaa ke laayaa huu.n
kisii ne mujh se kahaa thaa hisaab de jaa.o
Bashir Badr
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
yuu.n kisii kii aa.nkho.n me.n sub.h tak abhii the ham
jis tarah rahe shabnam phuul ke piyaalo.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
abr-e-naisaa.n ye tunuk-baKHshii-e-shabnam kab tak
mere kohsaar ke laale hai.n tahii-jaam abhii