SEARCH RESULTS
Showing search results for "शबाना"
Ghazal MATCHES FOR "शबाना"
Ghazal
huu.n qatra-zan ba-vaadii-e-hasrat shabaana roz
juz taar-e-ashk jaada-e-manzil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo baada-e-shabaana kii sarmastiyaa.n kahaa.n
uThiye bas ab ki lazzat-e-KHvaab-e-sahar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
haa.n bazm-e-shabaana me.n hama-shauq jo us din
ham the tirii jaanib nigaraa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
raat aaKHir hu.ii aur bazm hu.ii zer-o-zabar
ab na dekhoge kabhii lutf-e-shabaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mile mujh ko Gam se fursat to sunaa.uu.n vo fasaana
ki Tapak pa.De nazar se mai-e-ishrat-e-shabaana
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
mai-e-shabaana kii mastii to ho chukii lekin
khaTak rahaa hai dilo.n me.n karishma-e-saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
ham agar sach ke unhe.n qisse sunaane lag jaa.e.n
log to phir hame.n mahfil se uThaane lag jaa.e.n
Shabana Yousaf
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
thaa ishrat-e-shabaana kii sarmastiyo.n me.n band
baad-e-sahar se diida-e-gulbaar khul gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
hijr-shab me.n ik qaraar-e-Gaa.ebaana chaahiye
Gaib me.n ik suurat-e-maah-e-shabaana chaahiye
Muneer Niyazi
Ghazal
ruKH pher kar jo abr-e-shabaana me.n chhup gayaa
jii me.n phiraa karegii usii chaa.nd kii chamak
Zafar Iqbal
Ghazal
lafzo.n kaa bojh rahtaa hai sar par shabaana roz
rahtii hai guftuguu kii giraanii mirii taraf
Zafar Iqbal
Ghazal
Afzal Peshawari
Ghazal
bhuulnaa us ko hai aasaan 'shabaanaa' lekin
mujh se hogaa nahii.n ye kaam yahii lagtaa hai
Shabana Yousaf
Ghazal
ab to is chhat par ko.ii maah-e-shabaana chaahiye
saaya-e-qaamat fasiil-e-shaam tak aane ko hai
Abbas Tabish
Ghazal
ye zindagii bhii kahii.n ho na shahr-zaad kaa ruup
shabaana roz kahaanii na.ii sunaatii hai