SEARCH RESULTS
Showing search results for "शम-ए-हरम"
Ghazal MATCHES FOR "शम-ए-हरम"
Ghazal
bujh ga.ii sham-e-haram baab-e-kaliisaa na khulaa
khul ga.e zaKHm ke lab teraa dariicha na khulaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
sar jab se jhukaayaa hai dar-e-yaar pe mai.n ne
mehraab-e-KHudii jalva-gah-e-sham-e-haram hai
Fana bulandshahri
Ghazal
Mirza Ali Lutf
Ghazal
Tuk dekh sanam-KHaana-e-ishq aan ke ai shaiKH
juu.n sham-e-haram rang jhalaktaa hai butaa.n kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
dono.n kii zulmato.n ko zaruurat hai nuur kii
sham-e-haram charaaG-e-sanam-KHaana ban ke aa
Waliul Haq
Ghazal
ab balaa se ho charaaG-e-dair yaa sham-e-haram
qasd jal kar KHaak ho jaane kaa parvaane me.n hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
us ke faroG-e-husn se jhumke hai sab me.n nuur
sham-e-haram ho yaa ki diyaa somnaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
ko.ii samjhe ki na samjhe magar ai sham-e-haram
mai.n tujhe shola-e-ruKHsaar-e-butaa.n kahtaa huu.n
Ravish Siddiqi
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
sham-e-haram thaa gaah gahe dair kaa charaaG
mai.n zeb-e-kufr-o-raunaq-e-islaam ho chukaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
ham shauq ke shole kii lapak bhuul bhii jaa.e.n
vo sham-e-fasurda kaa dhu.aa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
ai 'naadir' un ke husn kii taariif kyaa likhuu.n
sham-e-lagan se ba.Dh ke hai.n pur-nuur pi.nDliyaa.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
sab apne aap ko afzal bataa rahe the 'shakiil'
'ajiib haal me.n ahl-e-haram dikhaa.ii diye
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
'parvii.n' jalaa.o sham-e-amal gor ke liye
suuraj kaa nuur chaa.nd ke vahaa.n chaa.ndnii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
na tai hu.ii tirii sham-e-jamaal se bhii jo raah
vahii.n pe meraa junuu.n raasta dikhaataa hai