SEARCH RESULTS
Showing search results for "शर्तें"
Ghazal MATCHES FOR "शर्तें"
Ghazal
shoKHii sii hai savaal-e-mukarrar me.n ai kaliim
shart-e-razaa ye hai ki taqaazaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
sharte.n lagaa.ii jaatii nahii.n dostii ke saath
kiije mujhe qubuul mirii har kamii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
kaisii aadaab-e-numaa.ish ne lagaa.ii.n sharte.n
phuul honaa hii nahii.n phuul nazar aanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
vo is tarah bhii mirii ahmiyat ghaTaataa hai
ki mujh se milne me.n sharte.n bahut lagaataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
ba-shart-e-faal kisii KHaal par mai.n vaaru.ngaa
chaman pahaa.D daman dasht jhiil KHushkii tarii
Shahzad Qais
Ghazal
abhii to terii tabii.at ko jiitne ke liye
dil o nigaah kii sharte.n bhii haarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Ghazal
jinhe.n KHabar thii ki shart-e-navaa-garii kyaa hai
vo KHush-navaa gila-e-qaid-o-band kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shart-e-yaarii yahii hotii hai ki tuu ne 'Gaafil'
bhuul kar bhii na mujhe yaad kiyaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ai dil razaa-e-Gair hai shart-e-razaa-e-dost
zinhaar baar-e-ishq uThaayaa na jaa.egaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
ishq ham ko ye nibhaanaa hai to jo rakh sharte.n
ham kisii shart pe hujjat nahii.n karne vaale
Nadim Nadeem
Ghazal
shart-e-Gam-gusaarii hai varna yuu.n to saaya bhii
duur duur rahtaa hai saath saath chaltaa hai
Rasa Chughtai
Ghazal
is bayaabaa.n kii nigaaho.n me.n muravvat na rahii
kaun jaane ki ko.ii shart-e-safar phir Thahre
Qaisarul Jafri
Ghazal
thaa ek mai.n jo shart-e-vafaa to.Dtaa rahaa
haalaa.nki baa-vafaa the mire yaar sab ke sab