SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाबाश"
Ghazal MATCHES FOR "शाबाश"
Ghazal
shaabaash 'daaG' tujh ko kyaa teG-e-ishq khaa.ii
jii karte hai.n vahii jo mardaane aadmii hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
sab tent aur kursiyo.n vaale kamaa ga.e
shaa.ir ne Thuu.ns kar bharii shaabaash jeb me.n
Amir Ameer
Ghazal
ye raat sirf andherii nahii.n hai sard bhii hai
diyaa banaa liyaa shaabaash ab alaav banaa.o
Charagh Sharma
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
is zabt-e-be-misaal pe shaabaash diijiye
mujh ko mire kamaal pe shaabaash diijiye
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
zarro.n ko shaabaash din ko hai.n huzuur-e-mahr-e-ruKH
dekhiye chhup ke nikalte hai.n sitaare raat ko
Rasheed lakhnavi
Ghazal
yaaro saaqii aur sharaab-o-sabza maujuud aaj hai
'aafriidii' hai kabaab-e-dil pe jaa shaabaash kii
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
uThaa.e sau tarah ke zulm aur jaur-o-jafaa tere
kahaa shaabaash bhii tuu ne na merii istaqaamat ko
Asifud Daula
Ghazal
KHizr ko shaabaash uktaayaa na ab tak aur ham
zindagaanii ek dam bhar kii bhii kar duubhar chale
Mirza Azfari
Ghazal
shaabaash ashk-e-Gam ko.ii charchaa kiye baGair
kah dii jo baat kahnii thii shikva kiye baGair
Raft Bahraichi
Ghazal
iimaan-o-kufr aur na duniyaa-o-dii.n rahe
ai ishq-e-shaad-baash ki tanhaa hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai hujuum-e-naa-umiidii shaad-baash-o-zinda-baash
tuu ne sab se kar diyaa begaana-o-Gaafil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
un dino.n hotaa thaa tuu ghar me.n hamaare shab-baash
roz-e-raushan se kam ai mehr-laqaa raat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye sar-e-fihrist aur ehsaan-'daanish' shaadbaash
mujrmo.n me.n aap ke nazdiik goyaa ham bhii hai.n
Ehsan Danish
Ghazal
har bachche ko shaabaashii detaa hai vo
bas apne bachcho.n par Gussa kartaa hai
Jitendra Tiwari
Ghazal
nayan sukh
Ghazal
Zubair Bahadur Josh
Ghazal
maqtal kii aabruu the vahii log shaadbaash
teG-e-razaa-e-yaar se jo sar kaTaa chale