SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिकवा"
Ghazal MATCHES FOR "शिकवा"
Ghazal
shikva-e-zulmat-e-shab se to kahii.n behtar thaa
apne hisse kii ko.ii sham.a jalaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
sab kaa ahvaal vahii hai jo hamaaraa hai aaj
ye alag baat ki shikva kiyaa tanhaa ham ne
Shahryar
Ghazal
vo kare.n bhii to kin alfaaz me.n teraa shikva
jin ko terii nigah-e-lutf ne barbaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.n
mujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
zo.af me.n taana-e-aGyaar kaa shikva kyaa hai
baat kuchh sar to nahii.n hai ki uThaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n shikva ba-lab thaa mujhe ye bhii na rahaa yaad
shaayad ki mire bhuulne vaale ne kiyaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aap ko jab mujh se shikvaa hii nahii.n ko.ii to phir
aag hii dil me.n lagaanii hai lagaate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
merii zabaa.n pe shikva-e-dard-aafrii.n rahe
shaayad mire havaas Thikaane nahii.n rahe