SEARCH RESULTS
Showing search results for "सफ़्हा"
Ghazal MATCHES FOR "सफ़्हा"
Ghazal
kitaab-e-maazii ke auraaq ulaT ke dekh zaraa
na jaane kaun saa saf.ha mu.Daa hu.aa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
ham ne KHushiyo.n kii tarah dukh bhii ikaTThe dekhe
safha-e-ziist ko palToge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Ghazal
Jahangeer nayab
Ghazal
na hu.ii ham se raqam hairat-e-KHatt-e-ruKH-e-yaar
safha-e.aa.ina jaulaa.n-gah-e-tuutii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
yak nuqta tire safha-e-ruKH par na.i.n bejaa
is mukh ko tire safha-e-qur.aa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
yak-qalam kaaGaz-e-aatish-zada hai safha-e-dasht
naqsh-e-paa me.n hai tab-e-garmii-e-raftaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
zi-bas-ki jalva-e-sayyaad hairat-aaraa hai
u.Dii hai safha-e-KHaatir se suurat-e-parvaaz
Mirza Ghalib
Ghazal
hazaar shukr ki is dil me.n tuu nazar aayaa
ye naqsha safha-e-KHaalii pe jald utar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
zaKHm pahne hu.e ma.asuum bhikaarii bachche
safha-e-dahr pe bikhre hai.n savaalo.n kii tarah
Sarwar Arman
Ghazal
lafz to lafz hai.n kaaGaz se bhii KHushbuu phuuTe
safha-e-vaqt pe vo phuul khilaa.e rakhnaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
hanuuz safha-e-hastii pe huu.n mai.n harf-e-Galat
ko.ii hanuuz hai likh likh ke kaaTtaa mujh ko
Urfi Aafaqi
Ghazal
maanind-e-harf safha-e-hastii se uTh gayaa
dil bhii miraa jariida-e-aalam me.n fard thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek safha kahii.n taariiKH me.n KHaalii hai abhii
aaKHirii ja.ng se pahle tumhe.n mohlat duu.ngaa