SEARCH RESULTS
Showing search results for "सहमी"
Ghazal MATCHES FOR "सहमी"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
nii.nd kii faaKHta sahmii hu.ii hai aa.nkho.n me.n
tiir yaado.n kii kamii.n-gaaho.n se phir aa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sahmii sahmii hu.ii rahtii hai.n makaan-e-dil me.n
aarzuu.e.n bhii Gariibo.n kii tarah hotii hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
badan me.n zahr kai maanind phail jaatii hai
dilo.n me.n KHauf se sahmii hu.i ko.ii ko.ii baat
Jawad Sheikh
Ghazal
aap ke KHauf se kuchh haath ba.Dhe hai.n lekin
dast-e-majbuur kii sahmii hu.ii bai.at kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
fikr hai sahmii hu.ii jazba hai murjhaayaa hu.aa
mauj kii shorish ga.ii dariyaa kii gahraa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
is tarha baadalo.n kii chhate.n chhaa.ii thii.n 'zafar'
sahmii hu.ii zamiin thii manzar siyaah thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Kahkashan Tabassum
Ghazal
sahmii hai samaa.at ki ko.ii lafz hii guu.nje
ik shor ki phir kuchh bhii sunaa.ii nahii.n degaa
Hasan Nasir
Ghazal
qalb-e-vaarafta kii har aah bhii sahmii sahmii
dhiimii dhiimii sii hai raftaar zaraa dekh to le
Sameer Kabeer
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
roTii tave pe sahmii hu.ii dekhtii rahii
chuulhaa bha.Dak uThaa thaa miraa haath jal gayaa
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
us ne sahmii hu.ii aa.nkho.n pe hathelii rakh lii
jab KHas-e-jism se uThtaa hu.aa sho.ala dekhaa