SEARCH RESULTS
Showing search results for "सामान-ए-वज्द"
Ghazal MATCHES FOR "सामान-ए-वज्द"
Ghazal
'vajd' ham ab tak na samjhe ramz-e-takmiil-e-vafaa
dam ghuTaa raato.n ko aksar jaan aadhii ho ga.ii
Wajd Chughtai
Ghazal
saamaan-e-vajd fitna-e-mahshar ko de diyaa
vo KHaak par hamaarii jo daaman-kashaa.n nahii.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
ahl-e-irfaa.n ke liye hotaa hai ye saamaan-e-vajd
jhuumte rahte hai.n le kar tere diivaane kaa naam
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
rahegii 'vajd' tirii kaa.enaat-e-dil barham
kahaa thaa kis ne ki us husn-e-be-misaal ko dekh
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
'vajd' naa-paidi-e-ehsaas-e-masarrat kaa sabab
aadat-e-girya-o-zaarii hai tujhe kyaa maaluum
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
vo KHush hai.n 'vajd' arz-e-haal kar le
yahaa.n fursat nahii.n arz-e-hunar kii
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
raushnii chand maqaamaat me.n mahduud nahii.n
'vajd' parvaaz ko paaband-e-manaazil na banaa
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
aisii haalat me.n tire KHvaab se lauTaa hai ye jism
mai.n abhii vasl kaa saamaan nahii.n kar saktaa
Aal-e-Umar
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ik bakhe.Daa hai nazar me.n sar-o-saamaan-e-vajuud
ab ye haalat hai tire soKHta-saamaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
ham yuu.n ravaa.n ho.n raah-e-abad me.n ki sadd-e-raah
mustaqil-e-vajuud na maazii-o-haal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
jab bhii saamaan-e-sukuun-e-dil-o-jaa.n hone lagaa
choT khaa.ii thii kabhii is kaa gumaa.n hone lagaa
Asrar Zaidi
Ghazal
Shabana zaidi shabeen
Ghazal
ha.ns ha.ns ke kare.nge chaarasaazii
saamaan-e-dil-o-nazar kare.nge