SEARCH RESULTS
Showing search results for "सिखाता"
Ghazal MATCHES FOR "सिखाता"
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
sikhlaa.ii farishto.n ko aadam kii ta.Dap us ne
aadam ko sikhaataa hai aadaab-e-KHudaavandii
Allama Iqbal
Ghazal
unhe.n khilnaa sikhaataa huu.n mai.n 'faaris'
gulaabo.n kaa suhuulat-kaar huu.n mai.n
Rehman Faris
Ghazal
na jaane shauq ko aadat hai kyuu.n bahakne kii
tiraa hijaab to be-shak adab sikhaataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jo ho sake to badal zindagii ko KHud varna
nazhaad-e-nau ko tariiq-e-junuu.n sikhaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
agarche roz miraa sabr aazmaataa hai
magar ye dariyaa mujhe tairnaa sikhaataa hai
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
az-bas-ki sikhaataa hai Gam zabt ke andaaze
jo daaG nazar aayaa ik chasm-numaa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dil sikhaataa hai sab aadaab mohabbat ke KHud
ye sabaq siikhaa nahii.n jaataa kisii maktab se
Sada Ambalvi
Ghazal
aaftaab aa ke sikhaataa hai chalan shab-bhar kaa
raat ko hotaa hai aksar guzar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
us ko aadaab bichha.Dne ke sikhaataa hu.aa mai.n
jaate jaate use siine se lagaataa hu.aa mai.n
Azhar Inayati
Ghazal
kisii ko raqs sikhaataa hai vaqt kaa pahiyaa
kisii ke paa.nv se ghu.ngruu nikaal letaa hai
Harshit Mishra
Ghazal
un kii paimaa.n-shikanii un ko ye sikhlaatii hai
karke 'ushshaaq se vaa'da kabhii iifaa na karo